Hello Guys, Welcome To Our Blog, Aapko Lightroom App Ke bare me pata hi hoga ki lightroom application ki madad se aap apne photo ko professional tarike se edit kar sakte hain aur lightroom application se aap Kisi bhi photo me Light Effect De Sakte hai - to iske liye agar aap lightroom application ko download karna chahte hain to yah aapko play store per Nahin milega agar vahan per milega bhi to vahan per aapko premium unlocked version Nahin milega To agar aap premium unlocked version application download karna chahte hain bilkul free mein to aapko bus kuchh step follow karna hoga - To Friends, Iss app ko download karne ke liye aapko iss link par click karna hoga, aur iss tarah se aap iss app ko download kar kar payenge :- 👇 Click Here To Download About Lightroom - Agar aap lightroom app ko achhe se sikh liye to aap apne photos ko professional tarike se edit kar kar lenge.
How To Create Best Outro For YouTube Channel Just With Your Mobile - Hello Friends, Agra Aap Apne Phone se YouTube Video Me Outro Lagana Chahte hai Aur Apne Channel ke Liye Best Outro ki Talaash me Hai To, Chinta karne ki Koi Bat Nhi Kyonki Iss Post Me Aap Step By Step Janenge Ki Kaise best Outro Banaye wo Bhi sift Apane Phone se Hi. Step 1 - Sabse Pahle Aap apne Channel ke outro Download Kijiye. Aapko Sirf iss Link Par Click karna hai Aur Simple Outro Download Ho Jayega - Click Here To Download Step 2 - Link se Simple Outro Download karne Ke Baad Ab Aapko Iss Outro Professional Banane Ke Liye Isko apne Channel Ke Naam Se Edit Karna hai To Iske Liye Aapko Kisi Bhi Mobile Editor Me Iss simple Outro Ko Open Karna hai Aur Isko Achhi tarah edit karna hai. Aap Chahe To iss Video ko dekh sakte hai - Step 3 - Editing me Aapko Uss Outro Me Apna Social Media User Name Add Karna hai Aur Apne Channel ka Logo add kar kisi Bhi Chhor par add kar sakte hai uske baad...